Najdiyon se na daba mazhare aala hazrat lyrics

“Najdiyon se na daba mazhare aala hazrat
Sher bankar hi Raha mazhare aala hazrat

 

Najdiyon se na daba mazhare aala hazrat
Sher bankar hi Raha mazhare aala hazrat

Ahele sunnat ko zaroorat hai tumhari phir se
Ai mere Sher raza mazhare aala hazrat

Maa ki aawaz suni khol di aankhe apni
Aisa beta tha Tera mazhare aala hazrat

Phir kisi ko mere mooh lagne ki himmat na hui
Name jo Tera liya mazhare aala hazrat

Aapki zaat se jisne bhi bagawat ki hai
Wo kahin ka na raha mazhare aala hazrat

Yun laga aaya hai maidan me ali ka mazhar
Jab barely se utha mazhare aala hazrat

Dekhkar lahjaa e Farooq tere laheje me
Kufr dam Tod gaya mazhare aala hazrat

 

नजदियों से न दबा मज़हरे आला हजरत शेर बनकर ही रहा मज़हरे आला हज़रत

 

नजदियों से न दबा मज़हरे आला हजरत

शेर बनकर ही रहा मज़हरे आला हज़रत

अहले सुन्नत को ज़रूरत है तुम्हारी फिर से

ऐ मेरे शेर रज़ा मज़हरे आला हज़रत

माँ की आवाज़ सुनी खोल दी आँखे

अपनी ऐसा बेटा था तेरा मज़हरे आला हज़रत

फिर किसी को मेरे मुँह लगने की हिम्मत ना हुई

नाम जो तेरा लिया मज़हरे आला हजरत

आपकी ज़ात से जिसने भी बगा़वत की है

वो कहीं का ना रहा मज़हरे आला हज़रत

यूं लगा आया है मैदान में अली का मज़हर

जब बरेली से उठे मज़हरे आला हज़रत

देख कर लहजा ए फारूक तेरे लहजे में

कुफ्र दम तोड़ गया मज़हरे आला हज़रत

Naat khanw : Amber Mushahidi

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top