Apne darbar ka didar karaye aaqa lyrics

Apne Darbar ka Didar Karaye aaqa Lyrics

 

Apne Darbar ka Didar Karaye Aaka
Mujh Gunahgar Ko Taiba Me Bulaye..Aaka

Aap Muskil Me Gunahgar ke Kaam Aate Hai
Aaye Aaye Meri Imdaad Ko Aaye….Aaqa.

Sab Ye Kahte Hai Musalman Bahot Pichhe He
Apni Thokar Se Hame Aage Badaye..Aaqa.

Garmiye Hashar Me Taskeen Ki Sanse Lega
Apne Daman Se Jise Denge Hawaye Aaqa…

Rab Ne Paida Kiya Mujh Ko Bhi Ussi Ummat Me…
Haath Uthaa Kar Jise Dete Hai Duaaye Aaqa

Aapki Fatima Zahera Ka Karam Hai Varnaa.
Sar Pe Baaki Nhi Raheti Ye Ridaaye Aaqa…..

Aapke Is Dare Mashuk Sifat Ke Sadke
Baks Di Jaati Hai Muzrim Ki Khataye Aaqa.

अपने दरबार का दीदार कराये आका
मुझे गुनहगार को तैयबा में बुलाये..आका

 

आप मुश्किल में गुनहगार के काम आते हैं
आये आये मेरी इम्दाद को आये…. आका.

 

सब ये कहते हैं मुसलमान बहुत पीछे हे
अपनी ठोकर से हमें आगे बढ़ाये..आका..

 

गर्मिये हश्र में तस्कीन की सांस लेगा
अपने दमन से जिसे देंगे हवाएं…

 

रब ने पैदा किया मुझको भी उसकी उम्मत में…
हाथ उठा कर जिसे देते हैं दुआएं आका…

 

आपकी फातिमा जहरा का करम है वर्ना…
सर पे बाकी नहीं रहती ये रिदाए आका….

आपको इस डरे माशूक सिफत के सदके…
बक्स दी जाती है मुजरिम की खातये आका….

naat khaw gulam noore bmujassam

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top